Categories

Tags

Recent Posts

3/recent/post-list

Most Popular

Comments

Facebook

Archive

Ad Home

Random Posts

Recent Posts

Header Ads

Awara Hawa Ka Jhoka Hu Lyrics in English – Altaf Raja

Post a Comment

 

Awara Hawa Ka Jhoka Hu Lyrics in English – Altaf Raja – ‘Aawara Hawa Ka Jhonka Hoon’ is a Hindi song from album ‘Tum To Thehre Pardesi’. This song is sung by Altaf Raja. Lyrics of Awara Hawa Ka Jhoka Hu song are written by Qaiser UL-Jaffri. Music is given by Late. Mohd.  Shafi Niyazi and label is Venus.

Awara Hawa Ka Jhoka Hu Lyrics in Hindi (हिंदी) – Altaf Raja


SONG DETAILS :

Song – Aawara Hawa Ka Jhonka Hoon
Album – Tum To Thehre Pardesi
Singer – Altaf Raja
Lyrics – Qaiser UL-Jaffri
Music – Late.Mohd.Shafi Niyazi

Awara Hawa Ka Jhoka Hu Lyrics in English – Altaf Raja


Kabhi to shyaam dhale apne ghar gaye hote
Kisi ki aankh reh kar sanwar gaye hote
Ghazal ne behate huye phool chun liye warna
Ghamo mein dub kar humlog mar gaye hote

Aawara hawa ka
Aawara hawa ka jhonka hoon
Aa nikla hoon pal do pal ke liye
Aawara hawa ka jhonka hoon
Aa nikla hoon pal do pal ke liye
Aawara hawa ka jhonka hoon
Aa nikla hoon pal do pal ke liye
 
Aawara hawa ka jhonka hoon
Aawara hawa ka jhonka hoon
Aa nikla hoon pal do pal ke liye
Aa nikla hoon pal do pal ke liye
Aa nikla hoon pal do pal ke liye

Daulat na koi taj mahal chhod jaayenge
Daulat na koi taj mahal chhod jaayenge
Hum apni yaadgar ghazal chhod jaayenge
Tu aaj jitni chahe hamari hasi udao
Rota hua magar tumhe kal chhod jayenge
Aa nikla hoon pal do pal ke liye
Aa nikla hoon pal do pal ke liye

Zarro mein reh guzar ke chamak chhod jaaunga
Zarro mein reh guzar ke chamak chhod jaaunga
Pehchan apni door talak chhod jaaunga
Khamoshiyo ki maut ganwara nahi mujhe
Sheesha hoon tut kar bi khanak chhod jaunga
Aa nikla hoon pal do pal ke liye
Aa nikla hoon pal do pal ke liye

Aawara hawa ka jhonka hoon
Aa nikla hoon pal do pal ke liye
Aa nikla hoon pal do pal ke liye
Tum aaj to patthar
Tum aaj to patthar barsaa lo
Kal roge mujh paagal ke liye
Tum aaj to patthar barsaa lo kal
Rooge mujh paagal ke liye
Tum aaj to patthar barsaa lo kal
Rooge mujh paagal ke liye

Dil aur jigar to kuch bhi nahi
Dil aur jigar to kuch bhi nahi
Ek baar ishara to karde
Ek baar ishara to karde
Ek baar ishara to karde

Aaj woh bhi ishq ke maare nazar aane lage
Aaj woh bhi ishq ke maare nazar aane lage
Unki bhi neend ud gayi taare nazar aane lage
Aankh viraan dil pareshaan zulf barham lab khamosh
Aankh viraan dil pareshaan zulf barham lab khamosh
Ab toh kuch aur bhi pyare nazar aane lage
Ek baar ishara to karde
Ek baar ishara to karde

Ye aaine jo tumhe kam pasand karte hai
Ye aaine jo tumhe kam pasand karte hai
Woh jante hai tumhe hum pasand karte hai
Ek baar ishara to karde
Ek baar ishara to karde
Dil aur jigar to kuch bhi nahi
Ek baar ishara to karde
Ek baar ishara to karde

Main khud ko jala bhi
Main khud ko jala bhi sakta hoon
Teri aankho ke kaazal ke liye
Main khud ko jala bhi sakta hoon
Teri aankho ke kaazal ke liye
Main khud ko jala bhi sakta hoon
Teri aankho ke kaazal ke liye

Hum log hai aise deewane
Hum log hai aise deewane
Jo zid pe kabhi aa jaaye to
Jo zid pe kabhi aa jaaye to
Jo zid pe kabhi aa jaaye to

Ishq mein jo bhi mubtala hoga
Ishq mein jo bhi mubtala hoga
Uska andaaz hi juda hoga
Aur bhav kyun gir gaya hai sone ka
Bhav kyun gir gaya hai sone ka
Usne peetal pehan liya hoga
Jo zid pe kabhi aa jaaye to
Jo zid pe kabhi aa jaaye to
 
Shahar ki ek ameer zaadi ko
Shahar ki ek ameer zaadi ko
Kal in aankhon se maine dekha tha
Theek us waqt mutlashi ne meri
Hass ke mera mizaaj puchha tha
Jo zid pe kabhi aa jaaye to
Jo zid pe kabhi aa jaaye to
Hum log hai aise deewane
Jo zid pe kabhi aa jaaye to
Jo zid pe kabhi aa jaaye to

Sehra se utha kar layenge
Sehra se utha kar layenge
Jhankar teri paayal ke liye
Sehra se utha kar layenge
Jhankar teri paayal ke liye
Sehra se utha kar layenge
Jhankar teri paayal ke liye

Ye khel tamasha lagta hai
Ye khel tamasha lagta hai
Taqdeer ke gulshan ka shayad
Taqdeer ke gulshan ka shayad

Phool ke saath saath gulshan mein
Sochta hoon babul bhi honge
Phool ke saath saath gulshan mein
Sochta hoon babul bhi honge
Kya hua usne bewafai ki
Uske apne asool bhi honge
Taqdeer ke gulshan ka shayad
Taqdeer ke gulshan ka shayad

Yun badi der se paimana liye baitha hoon
Yun badi der se paimana liye baitha hoon
Koi dekhe to ye samjhe peeye baitha hoon
Zindagi bhar ke liye rooth kar jaane wale
Zindagi bhar ke liye rooth kar jaane wale
Main abhi tak teri tasveer liye baitha hoon

Taqdeer ke ghulshan ka shayad
Taqdeer ke ghulshan ka shayad
Ye khel tamasha lagta hai
Taqdeer ke ghulshan ka shayad
Taqdeer ke ghulshan ka shayad
 
Kaante hai mere
Kaante hai mere daaman ke liye
Aur phool tere aanchal ke liye
Kaante hai mere daaman ke liye
Aur phool tere aanchal ke liye
Kaante hai mere daaman ke liye
Aur phool tere aanchal ke liye

Aawara hawa ka jhonka hoon
Aa nikla hoon pal do pal ke liye
Aawara hawa ka jhonka hoon
Aa nikla hoon pal do pal ke liye

Tum aaj to patthar barsaa lo
Kal roge mujh paagal ke liye
Tum aaj to patthar barsaa lo
Kal roge mujh paagal ke liye
Kal roge mujh paagal ke liye
Kal roge mujh paagal ke liye
Kal roge mujh paagal ke liye
Kal roge mujh paagal ke liye




Post a Comment

close