Categories

Tags

Recent Posts

3/recent/post-list

Most Popular

Comments

Facebook

Archive

Ad Home

Random Posts

Recent Posts

Header Ads

Chhod Diya Lyrics in English | With Translation | – Arijit Singh, Kanika Kapoor | Baazaar

Post a Comment

 Chod Diya Song Lyrics in English with Translation – From the latest Bollywood movie Baazaar in voice of Arjit Singh, Chhod Diya Wo Rasta Lyrics meaning in English with its Hindi lyrics is a sad song. lyrics of chhod diya are defined by Shabbir Ahmed.

Chhod Diya Lyrics in English | With Translation | – Arijit Singh, Kanika Kapoor | Baazaar


SONG DETAILS :

Song: Chhod Diya
Singer: Arijit Singh
Composer: Kanika Kapoor
Movie: Baazaar
Lyrics: Shabbir Ahmed
Song programmed by: Shadab Rayeen

Chhod Diya Lyrics in English | With Translation | – Arijit Singh, Kanika Kapoor | Baazaar


Chhod diya woh raasta

I quit that path

Jis raaste se tum the guzre

Which you once treaded on.

Tod diya woh aaina

I broke the mirror

Jis aaine mein tera aks dikhe,

In which I see your illusions.

Main sheher mein tere tha ghairon sa

I was in your city like a stranger,

Mujhe apna koi na mila

But I couldn’t find any kin

Tere lamhon se, mere zakhmon se

From your moments to my wounds

Ab toh main door chalaa

Now I am going far away.

Rukh na kiya unn galiyon ka

No point now staying in those lanes

Jin galiyon mein teri baatein ho

Where your memories dwell.

Chhod diya wo raasta

I quit that path

Jis raaste se tum the guzre

Which you once treaded on.

Main tha musafir raah ka teri

I was a passenger of your path

Tujh tak mera tha daayra

I was only limited to you.

Main kabhi tha mehbar tera

I was your companion once

Khanabadosh main ab thehra

Now I have become a nomad (stranger) to you.

Chhoota nahin unn phoolon ko,

I don’t touch those flowers

Jin phoolon mein teri khushboo ho,

In which even your fragrance is present

Rooth gaya unn khwaabon se,

I am upset with those dreams,

Jin khaabon mein tera khaab bhi ho

In which your presence is there.

Kuch bhi na paaya maine safar mein

I didn’t get anything in this journey

Hoke safar ka main reh gaya

I just remained a part of this unworthy journey.

Kaagaz ko boshida ghar tha,
Bheegte baarish mein beh gaya,.

Dekhun nahin us chandani ko

I don’t gaze at that moonlight

Jis mein ki teri parchhai ho

In which your shadow is there

Door hoon main inn hawaaon se

I am far away from the winds

Yeh hawaa tujhe chhu ke bhi aayi na ho

Because these winds may have touched you and come.





Post a Comment

close